Thursday, October 23, 2008

Aasaan Aur Mushkil.......

rooth jaana hai aasaan
par manana hai mushkil
vaada karna hai aasaan
par nibhana hai mushkil
safar shuru karna hai aasaan
par manzil pana hai mushkil
lat buri lagna hai aasaan
par usko chod pana hai mushkil
ghar todna hai aasaan
par usko basaana hai mushkil
rulaa dena hai aasaan
par hansaana hai mushkil....

No comments:

Post a Comment